Ek khayal

Usne pukara bhi nahi
ye sada kahan se aai
Shab-e gham toh ab bhi baqi hai
ufaq pe yeh roshni kaha se aai
yahan toh har taraf ghamzadah chehre hain
Phir kaun muskuraya yeh hansi kahan se aai

Comments